Kabhi Palakon PeR
kabhi palkon pe aanson hain kabhi lab pe shikayeat hai
magar a zindagi mujhay tujh se mahubat hai
jo aata hai woh jaata hai yeh duniya aani jaani yahan har sheh musafir hai safar main zindagaani hai ujaalo ki zaroorat hai
andhera meri kismat hai kabhi palkon pe aanson hain kabhi lab pe shikayeat hai
magar a zindagi mujhay tujh se mahubat hai
zara aye zindagi dam le tera deedar to ker lon
kabhi dekha nai jis ko usse main pyar to ker lon abhi se chhor k mat ja abhi teri zaroorat hai kabhi palkon pe aanson hain kabhi lab pe shikayeat hai
magar a zindagi mujhay tujh se mahubat hai
koi anjaan sa chehra utarta hai fizaon main yeh kis ki ahatten jaagi meri khamosh rahon main abhi aye maut mat aana mera wirana jungal hai kabhi palkon pe aanson hain kabhi lab pe shikayeat hai
magar a zindagi mujhay tujh se mahubat hai

0 Comments:
Post a Comment
<< Home